Friday, 23 December 2011

jal jane ki chahat





Dhundhte rehte hain hum khud mein who aag
Jiski hame talaash hai
Par hum mein hi kahin kisi kone hai woh dafan hai
Bas chayiye ek chingari
Jiski hame talaash hai
Par har waqt hum us chingari ko
Khud se bhujahte ja rahe hain hain
Har waqt use hum phukte ja rahe hain
Janana hai pehchana hai
Us chingari ko aag banana hai
Us aag main khud ko jala kar
Khud ko sona banana hai
Kab milegi woh chingari??
Jisse jalegi aag hamari
Kab tak dafan rahegi khud ko jalakar
Sona ban jane ke armaan
Ab raah dikha o uparwale
Sona banana ki hai betaabi hamari….

Sunday, 11 December 2011

believe in us

from starting we hear
dnt do this dnt do that
then where should we decide
do we have any thing where we can decide
or we have to go with do this or do that
from starting we hear
study or u will fail
we dnt have brains so that we could understand
we should have to hear only that
or we should do what we like
we are trapped in fingers
we are dancing dolls on their fingers
we too have brains 
we too can decide
i know you bother because
you dnt want us to fail
but we not stupids 
who will make your trail
we too have our status
that we dnt want to trail
so give us some space
we will show you how we
turn the world upside down
we are your kids
we wont let you down

kal banam aane wala kal

main aage chala
piche bahut kuch chorta gaya
kuch pyari yaadein
kuch runase se pal
kabhi wahi yaadein mera aaj thi
ab sirf yaadon mein unka basera hai
saath toh kuch la na paya kal se
sirf yaadein reh gayin saath
sochata hun har pal us aane wale pal ko
par jab hi akela hota hun wahi purani yaadein sath deti hain
kehne ke liye toh bahut kuch hai
par har pal har waqt bol na paya
sab aane wale kal ke liye chora
par ye katatta hua pal har din mujhe kuch karne deta nai
sirf aane wale ki aas mein baithe hun
aane wala aakar beet jata hai
par main wahin sochta reh jata hun
aur woh beeta hua kal reh jata hai