Tute hue patton ki sarsarahat ke kaha
Phoolon ki bhini khusbu ne kaha
Chaha to bahut par dil ke aage kuch na kar saka
Majburi ke maayne usne sikhaye aise
Khud ka ehsaas jaise kho sa diya
Paas woh thi nai
Mera dil bhi kho sa gaya
Dhundha us chehra ko bahut
Par duniya ke chakchaund mein woh kho sa gaya
Yaad reh gaya bas ye afsana ki woh nai
Bas dil mein ye baat ek huuk sa kar gaya
Khud ko pane ki jo kosis
Aur bhi jyada yaadon ke dal dal mein dubta chala gaya
Aaj bhi woh aankhon ki baatein yaad hai
Woh chehre par faili julfen yaad hai
Woh choti baaton par unka ruth jana yaad hai
Sab kuch yaad hai
Par bhul jana chahta hu ki woh na pass hai......

No comments:
Post a Comment