dosti main samjha nai tha
tumne mujhe sikhaya
zindagi ka maksad kya hai
tumne mujhe bataya
saath toh thi har waqt mere
par duniya se khud ko chipaya
kabhi hua main udas
toh tumne mujhe manaya
kabhi thi kisi ki zarurat
toh tumne farz nibhaya
main kabhi samajh na saka
fir bhi tumne mera sath nibhaya
akela hua agar kabhi main
tumne jee bahlaya
maa baap ka matlab kya hai
tumne mujhe bataya
sath kabhi tumne mera chora nai
har dum sath nibhaya
jab jab maine pukara tumhe
tum dauri chali aayi
sochta hun kabhi ki
main kyun tumhe na samajh paaya
kyun jab bhi tum udas rahi
main na samajh paaya
har dum har waqt
sirf tumhi ko kosta paaya
aaj jab bhi waqt ke paane palata hun
sirf tumhi ko paaya
jab bhi sochta hun ki aaj mein samajhdar kyun hun
sirf tumhi ko hai paaya...............
tumne mujhe sikhaya
zindagi ka maksad kya hai
tumne mujhe bataya
saath toh thi har waqt mere
par duniya se khud ko chipaya
kabhi hua main udas
toh tumne mujhe manaya
kabhi thi kisi ki zarurat
toh tumne farz nibhaya
main kabhi samajh na saka
fir bhi tumne mera sath nibhaya
akela hua agar kabhi main
tumne jee bahlaya
maa baap ka matlab kya hai
tumne mujhe bataya
sath kabhi tumne mera chora nai
har dum sath nibhaya
jab jab maine pukara tumhe
tum dauri chali aayi
sochta hun kabhi ki
main kyun tumhe na samajh paaya
kyun jab bhi tum udas rahi
main na samajh paaya
har dum har waqt
sirf tumhi ko kosta paaya
aaj jab bhi waqt ke paane palata hun
sirf tumhi ko paaya
jab bhi sochta hun ki aaj mein samajhdar kyun hun
sirf tumhi ko hai paaya...............
No comments:
Post a Comment